8 Jun 2011

Benefits of Ayat ul Kursi.

1: Recite while Leaving House, 70000 Angels Will Protect U frm All side. 2: Recite Entering Home, Poverty Wont Enter Ur Home
3: Recite After Wuzu,
It Raises Ur Status 70 Times
4: Recite While Sleeping 1 Angel Will Protect U Whole Night
5: Recite aftr farz namaz,the distance between u n jannat wil b death only.

(RASOOL-E-PAK S.A.W.W ne farmaya,
"Jab tum kuch bhul jao to mujh py darood parho,
INSHALLAHA yad aa jay ga")


According to HADEES
Duaon ki qaboliat k auqaat,
1.Farz namaz k baad,
2.Azan or aqamat k darmian,
3.Tahajjud k waqt,
4.Barish barastay waqt,
5.Dauran-e-safar,
6.Iftaar k waqt,
7.Jummay k din ek ghari,
8.Shab-e-qadar main,
9.Zam zam peetay waqt,
10.Arfa k din maidan-e-arfat main,
11.Quran ki tilawat k baad.



Jub tum namaz k liye khare hote ho to sir se
asman tk rahmat-e-ilahi ghata ban k cha jati hai,
Farishty tere chehre ki tarf jamah ho jate hain
Ek farishta pukarta hai k Ay namazi agr tu dekh ly k tere samny kon hai or tu kis se baat kr raha hai to "ALLAH" ki qasam tu qayamt tk salam na phere.
Please namaz ki pabandi kijiye



Qurani Surten:
Surah Fatiha Allah k azab se bachati hy.
Surah Yaseen qayamat k din piyas se bachati hy.
Surah Waaqia faqar-o-faaqay se bachati hy.
Surah Mulk azab-e-qabar se bachati hy.
Surah Kosar dushmano ki dushmani se bachati hy.
Surah Kafiroon mout k waqat kufar se bachati hy.
Surah Ikhlas munafqat se bachati hy.
Surah Falaq haadson se bachati hy.
Surah Naas waswason se bachati hy.


ALLAH Azwajal nai 9 cheezon men shifa rakhi hai:


1.Quran
2.Sadqa
3.Sila Rehmi
4.Surah Fateha
5.Safar
6.Shehad
7.Kalonji
8.Aab-e-Zum Zum
9.zaitoun.

1 comment:

Sukriya.